knowledge kaise badhaye | Global knowledge for Development

Knowledge kaise badhaye, how to increase knowledge, kaise Global knowledge rakh sakate hai aur ek Personality Person ban sakate hai, kaise global business ke baare me knowledge badhaye sabhi field me knowledge kaise badha sakate hai even Digital me kaise knowledge badhaye.

knowledge kaise badhaye, increase your knowledge
knowledge kaise badhaye

Know About Basic Knowledge Like

Sabse Pahale aapko basic knowledge rakhana chahiye jo sabse jyada important hai personality ke liye jaise niche list me diya gya hai ye sabhi basic knowledge hai jo sabake pas hona chahiye taki yah sab dusare desh or city se compare karke apne country or city ke development ke bare me soch sake, agar ye basic knowledge nhi raha to app limited knowledge wale hi rah jaayenge.. ye sabhi basic knowledge aap one week ke under me hi sikh sakate hai..yah sabhi knowledge pahale aap YouTube par search kar sakate hai waha aapko ye sabhi aasani se mil jaayega.

  • GDP
  • Economy
  • technology
  • Infrastructure
  • Company Founder
  • Company CEO
  • Company Headquarter
  • Developed Country
  • Economy Source
  • Economy Sector
  • International Trade
  • Poverty
  • crime
  • Literacy
  • Unemployment rate
  • Fertility rate
  • Corporate tax
  • Language
  • Military
  • population
  • area
  • Density
  • Calling Code
  • Continent
  • Domain Extension
  • Currency
  • geography
  • Billionaire
  • Millionaire
  • Stock Market
  • Investment

Ye Sab Aapko YouTube Par Search Karna Hai jaise “Fertility rate kya hota hai, Domain Extension kya hota hai” aur hamesa completion karate rahana hai jaise USA ka abhi GDP- $21 trillion hai Aur India ka $3.22 trillion, China ka $14 trillion, Japan ka $5 trillion Aise hi aap kai country ke baare me thoda thoda knowledge le sakate hai kewal GDP me hi nhi balki list me jitana diya hai sabhi ke baare me.

Compare Country or City

koi bhi desh or city ka compare kisi bhi desh or city se kare jaise USA Country ka Compare India se kare jaise- population, Area, GDP, GDP-PPP, Company, Billionaire, Millionaire, Culture, Internet User, Mobile User, PC user, Iphone User, Car holder, Poverty, Tax rate, Education System, Language, Technology, Fertility rate, military, Language, Capital, Popular City, Richest City or Country etc.., aap almost 20 City or Country ke baare me compare kare jaise Australia-Canada, UK-Germany, China-Brazil, Japan-South Korea, Nepal-Bangladesh, New York-London, Mumbai-Delhi, Delhi-Lucknow, Seoul-tokyo etc.., aap jitna ho sake utna compare kare even sabhj country or city ko bhi apna current city or country se compare kare, list check kare list aapko wikipedia.org, IMF, BBC, worldbank, google.com by search, YouTube.com by search aise website par aapko real data mil jaayega even aap youtube se ache se sikh sakate hai by searching. jo bhi compare kare jyada se jyada international kare..

Best Website, YouTube Chanel, Apps for increase knowledge

Yaha aapko popular website, youtube Chanel, Apps ke baare me bataya gya hai agar aap isame se kisi ko jaanate bhi hai to aap apne ko smart samajh sakate hai kyounki ye normal log nhi jaan pate hai.. niche diye gaye sabhi websites Visit kare , Apps- Use kare, YouTube Channel- Ka Sabhi Video Dekhe Agar Possible ho to,..

WebsitesApps
YouTube.comYouTube
Google.comGoogle
drive.google.comgoogle photo
BBC.comwhatsapp
twitter.comgoogle translation
wikipedia.orgPayTm or any Payment App
worldbank.orggoogle map
zoom.usGmail
Blogger.comChrome Browser
Wondershare.comHome Workout- No Equipment
Adobe.comsetupVPN
docs.google.comgoogle fit or samsung health, or any health app
byjus.comphotomath
vedantu.comany Investment App
ilovepdf.comtruecaller
fast.com
facebook.com
forbes.com
bloomberg.com
onlinesbi.com
irctc.co.in
fiverr.com
w3schools.com

YouTube Channel For Increase Knowledge

Niche Diye Gaye Sabhi Channel ko Subscribe kar le taki aapke youtube me achhe achhe video feed me suggestion aane lage isame mostly channel Hindi Language me hai kyounki yah page bhi Hinglish wale ko hi Target kiya gya hai..

  • Dhruv Rathee
  • Khan GS Research Centre
  • Technical Sagar
  • ThatWasEpic
  • Nomad Shubham
  • Utsav Techie
  • Charging Point Hindi
  • Intellectual Indies
  • Dr. Vivek Bindra
  • Ishan Moniter
  • Ishan LLB
  • Rajan Singh
  • Quick Support
  • Dekho Isko
  • SidTalk
  • Nitish Rajput
  • Ishan Guru
  • Garima’s Good Life
  • Praveen Dilliwala
  • Bindass Kavya
  • Oddnaari
  • Travellight
  • Drew Binsky
  • kya kaise channel
  • Live Hindi
  • Nomadic Indian
  • Entrepreneur India TV
  • BBC
  • IndiaUIUX
  • Khan Academy India
  • Sartaz Classes
  • Placify
  • Dear Sir
  • PaPa on Duty
  • Sunty Dreams
  • Bisbo Hindi
  • Ishan Health
  • FactTechz
  • Crazy GkTrick
  • Selena Gomez
  • Swami Ramdev
  • Sandeep Maheshwari
  • Him-eesh Madaan
  • Indian Life In Russian Style
  • Ujjwal Patni
  • Just For Laughs: Gas
  • Study IQ Education

Note: Yah Sabhi Channel Apko Ek Smart Person Banane Me Bahut Help Karega YouTube Par Turant Jakar Search Karke Sabhi Channel Ko Subscribe Kar Le, taki aapke youtube achha se video feed me aaye.

Learn At Least One Digital Skill

App to jaanate hi hai aaj digital hi sab kuch hai digital ke karan hi aaj European, English, American Country Itna Aage hai App online or offline Digital koi bhi Skill Sikh Sakate hai jo aap usi skill ke dwara apna khud business start kar sakate hai ya fir achhe job pa sakate hai, agar aapke pas koi bhi ek skill hoga to appke andar ek Profession hota hai aap Berojagar nhi rahate hai sath hi aapke pas confidence bhi hota hai. Below Digital Skill..

  • Video Editing
  • Web Development
  • Mobile App Development
  • Software Development
  • Photo Editor
  • Music Editor
  • Blogger
  • YouTuber
  • Online Teaching
  • Ads Designer
  • Digital Marketing
  • CSC
  • Computer Teacher
  • CSP
  • Animation Designer
  • Social Media Marketing
  • Type Master

Aisa hi aapko hajaro digital skill mil jaayega, aap google or YouTube par search kar sakte hai aur abhi se sikhana start kar de.

Learn Any one Software About

Niche Diye Gaye sofware me se kisi ek Software ka use karna sikh sakate hai. isase aap achhi job ya business kar paayenge, aur aap kisi bhi age me earn kar sakate hai, ye sabhi services related software hai jo agar sabhi log sikhane lage to aapke desh ki economy bahut tej growth hoga service sector me..

  • Blender
  • Maya
  • DR. Fone
  • Filmora
  • Unity 3D
  • Adobe Photoshop
  • Corel Draw
  • MS office
  • Android Studio
  • Visual Studio
  • Audacity
  • Any Adobe Software
  • Any Wondershare Software
  • Xcode

Aise Aise thousand software aapko mil jaayenge jisase aap digital or service sector me earn kar sakate hai…to aap abhi se sikhana suru kar sakate hai, agar aap girl hai to bahut easy to learn and best for girl.

Learn English Language

Sabse pahale aapke pas thoda sa English Aana Chahiye koi bhi kaam karane ke liye bahut jyada mai kahunga lekin aapko almost 5% to 10% English Sikhana chahiye Agar Aap India me rahate hai to aapko English to sikhana hi padega, India me English Wale dekh sakate ho unke karan hi desh chal raha hai Jitane bhi Company ke owner hai, CEO, Private Company Employees, Doctor ye jitane high pad par hai ye English Jaanate hai, Duniya me Jitane bhi Billionaire, Scientist, Company founder hai wah sab English jaanate hai aap samajh sakate hai English kitna Important hai, Agar aap English sikh lete hai to aap ko travelling karane me struggle nhi karna padega, aur aap english jaanenge to aap online search karke solution nikal sakate hai wahi dusari language me google achhe se result nhi dega kuch ka to result hi nhi milega wahi English me search karenge to aapko Result mil jaayega, Bahut log sochate hai India me English bolane ka matalab, UK ka gulam hai aapko bata de English Technology ke karan pure world me faila hua hai kyouki jitane bhi company hai wah sab English me hai – google, facebook, TikTok, Apple, Whatsapp, microsoft aur saare company jo English me hi hai yaha ki India ki bhi big Private Company me job karane ke liye English aana jaruri hai., aap example le sakate Village vs City 100 log Village me 5 hi log technology etc.., ke bare me jaanate hai wahi city me 100 log me 80 log technology ke baare me jaanate hai., aapko man me ek question hoga Russia, Japan, Germany, China me English Kyoun nhi hai tab bhi Poor nhi hai Appko bata de Sabhi desh me jo City or International trade or Computer related kaam karate hai unko English aata hai China me 20 crore Log English bolate hai aur waha ke log rojgar bahut sare company hai jisase rojagar mil jaata hai to English Sikhane ki jarurat nhi hota hai, Lekin Chinese ko videshi company job nhi deti hai kyounki English weak hota hai., rahi baat Germany, Japan, Italy …. to waha ki population low hai aur waha ki population bhi rojgar hai aur economy source bahut jyada hai aur unake language English se kafi milati julati hai Jaise- Hinglish-English., Rahi baat Bengali, Urdu, Marathi, Gujarati, Nepali, Tamil etc to yah garib log jyada use karate hai aur aapko is language me Website, software, nhi milega teacher bhi achha nhi milega achha teacher to English Medium school me padha hota hai, Aapko bata de Duniya me jitane bhi website hai usame se almost 65% English me hai aur Hindi itna jyada bolane ke baad bhi 0.4% website Hindi me Available hai ab aapko koi school, College ya kuch bhi related search karna ho to English jaruri hai, Hindi nhi milega., ab kaun Bengali, Bhojpuri, Gujarati me Website banana chahega koi visit hi nhi karega paisa bhi waste jaayega isliye sab koi English me website banata hai..

Improve Your Environment

Aap agar poor country me rahate hai to aap dekhange bahut saare ke pas utna achha knowledge nhi hota hai limited knowledge wale hote hai to sabse pahale apni knowledge share kare aas pas ka Environment sahi rahega tabhi rahane me bhi achha lagata hai. to apna knowledge share kare upar jo Basic knowledge ka list hai usake baare me logo ko bataye jisase sabake pas knowledge ho.

Do Travelling

Aap Jitna ho sake aap Travelling kare naye city place ghume waha ki culture, life living, Personality etc ko notice kare agar aap India, Nepal, Bangladesh, Pakistan, Afghanistan me rahate hai to aap kahi ghumane or market jaayenge to aapke female kam male jyada dikhange wahi agar aap European, English country, American Country Dekhange to aapko waha jyada femal kam male dikhange because yaha ki female freedom nhi hai because bad culture, uneducated parents ki wajah se, aap jaha bhi travelling kare waha ki culture, Dressing sense, Fashion ko notice kare and kuch Business Idea and Development se related thing dekhe jisase aapke desh or area develop ho sake. Agar App travelling nhi kar sakate because you have money problem then aap Online vlog tour dekhe London, New York, Tokyo, Beijing etc.. ke baare me online dekh kar aap apne area ke develop kar sakate ha

knowledge kaise badhaye for video

Related

Share & Spread